Uploading one more beautiful show of Pal Do Pal.
Zindagi ki daud mein- hum aksar bhool jaate hai unn choti choti cheezo ko jo humare chehere par muskurahat laati hai. Pal Do Pal mein Karan Singh baat kar rahe hain unhi kifayati khushiyon ki, Saath hi 70's,80's aur 90's ke behtareen gaane. Suniye Pal Do Pal Karan Singh ke saath.